Tuesday, March 24, 2009

Jai Ho

Movie: Slum Dog




Lyrics

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho

Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho


Ratti Ratti Sachi Maine Jaan Gavayi Hai
Nach Nach Koylo Pe Raat Bitayi Hai
Akhiyon Ki Neend Maine Phoonko Se Uda Di
Neele Neele Tare Maine Ungli Jalayi Hai
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho Jai Ho
Baila Baila
Ahora, conmigo, tu baila para hoy, porque es la dia
de volvidas, las problemas -- lo que sean
¡salud! baila baila

Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Chakh Le Ho Chakh Le Ye Raat Shahad Hai Chakh Le
Rakh Le Haan Dil Hai Dil Aakhri Had Hai Rakh Le
Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na

Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale, Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho ....
Kab Se Ha Kab Se Jo Lab Pe Ruki Hai Keh De
Keh De Ha Keh De Ab Aankh Jhuki Hai.. Keh De

Aisi Aisi Roshan Aankhe Roshan Do Do dheelay Hai Kya
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho



Karaoke Track

Jai Ho.MP3



Song Clip